Egalitarian-Max

Well frenz...A brief description... Egalitarian..A french word by origin and its basically a doctrine that holds that all people should be treated as equals and have the same political, economic, social, and civil rights.Its a social philosophy advocating the removal of economic inequalities among people.

Wednesday, October 28, 2009

Khud Apni Pehchaan Se Anjaan Hoon Main

›
Khud Apni Pehchaan Se Anjaan Hoon Main, Apna Tarruf Aapse Karwaoon Kaise Kuch Simti Hui Chhoti Si Duniya Hai Meri, Iss Dil Ki Gehraiyon Mein...
Tuesday, October 27, 2009

Poochte ho to suno kaun hoon main

›
Poochte ho to suno kaun hoon main chand simte hue ashaar hoon main Sirf tareef se yahan kuch nahi hota aapki duaon ka talabgaar ho...

My Introduction

›
Mai ek gurezaan lamha hun Aayaam ke afsoon khane me Mai ek tadapta katra hun Masruf-e-safar jo rehta hai Maazi ki surahi ke dil me Mustakbil...

Dil Ki Awaaz

›
Main ne her zulm saha jise pane ke liye .. Woh mujhe chor gaya aaj zamane ke liye .. Sari duniya main faqat aik ujale ke liye .. Bus mera gh...
Monday, August 27, 2007

Wo Aur Kya Maange.......

›
Chaand Taaron Se Sajee Raat Bhalaa Kya Maange Jis Ko Mil Jaaye Tera Saath Bhalaa Kya Maange Lab Pe Aayi Na Duaa Aur Qubool Ho Bhi Gayee Ab D...
Monday, August 20, 2007

khamoshi baat karte hain

›
ajab hain silsile dekho hamare chahaton k bhi k aa kar samne tere zuban khamoosh rehte hai nigahain bat karte hain nigahain jo kabhi chup ho...
Friday, August 17, 2007

........mera Naam Likha hai

›
गुल'शन की बहारों ने सर-ए-आम लिखा है फिर उस'ने गुलाबों से मेरा नाम लिखा है बेह्ते हुए पानि पे ये लफ़्ज़ों के सितारे शायद मेरे मेह्बूब न...
1 comment:
‹
›
Home
View web version

About Me

My photo
Egalitarian Max
Khud Apni Pehchaan Se Anjaan Hoon Main, Apna Tarruf Aapse Karwaoon Kaise Kuch Simti Hui Chhoti Si Duniya Hai Meri, Iss Dil Ki Gehraiyon Mein Aapko Le Jaoon Kaise Aasman Ki Uchaiyon Tak Mere Khwab Bikhre Hain, Apne Armaano Ki Hadd Main Dikhaoon Kaise Muskurana Meri Aadat Hai Aansuon Ko Chhupa Kar, Par Har Gham Ko Apni Hassi Se Behlaoon Kaise Dosti Hi Meri Chahat Hai Aur Dost Meri Zindagi, Ishq Se Apni Berukhi Ka Sabab Bataoon Kaise Hokar Meri Sarhadon Mein Shamil Aap Hi Jaan Lo Mujhe, Kisi Aur Tarah Aapko ~Azam~ Se Milwaoon Kaise
View my complete profile
Powered by Blogger.